
Veer Movie All famous Hit Dialogues Lyrics By Salman Khan, Mithun Chakraborty
Table of Contents
Veer Movie Famous Dialogues: Veer An Epic Love Story Of A Warrior (2009) is a Bollywood Historical Action Movie starring Salman Khan And Zarine Khan on lead role. Veer film is directed by Anil Sharma and produced by Vijay Galani. Below are the list of some hit dialogue lyrics from Veer (2009) movie.
Read More: Dabangg 3 Movie Dialogues
Advertisement
Salman Khan’s Hit Dialogue Lyrics In Veer Hindi Film
- Main Ek Pindari Hoon … Ladna Hamara Karm Hai, Aur Jeetna Hamara Dharm … Chahe Woh Desh Ke Liye Ho, Ya Pyar Ke Liye.
- Main Mere Desh Ke Liye Jaan De Sakta Hoon … Aur Pyar Ke Liye Jaan Le Sakta Hoon.
- Rajputana Khoon Mein Itna Ubaal Hai … Ki Agar Aanch Lag Jaaye Toh Gori Chamdi Kaali Padh Jaaye.
- Kisi Kisi Chehre Par Muskaan Bahut Achchi Lagti Hai.
- Kamzoron Par Taqat Aazmana … Kamzoron Ki Taqat Hai.
- Aaj Har Lamha Ek Jeevan Ki Tarah Jeeyenge.
Also Check: Salman Khan’s Hit Dialogue In Bajrangi Bhaijaan
- Yashodhara Prithivi Singh Ki Bahu Aur veer Ki Patni Hai. Agar kisine Iski Taraf Aankh Bhi Uthayi … Toh Veer Itni Tabahi Machayega Joh Aakaal Aur Bhukamp Bhi Nahi Macha Payenge.
- Hamara Desh Ek Sone Ki Chidiya Hai, Jise Aap Log Bech-Bechkar, Bech-Bechkar Apne Pet Mein Dharna Chahte Ho … Phat Jayega Pet, Mooh Mein Nahi Aayegi Chidiya … Kyun Ki Ab Woh Chidiya Baaz Ban Chuki Hai.
- Inhe Sirf Todna Aata Hai Bhook Ke Naam Par, Lalach Ke Naam Par, Bhasha Ke Naam Par … Aur Hum Mein Sirf Batna Aata Hai Dharm Ke Naam Par, Jaat Ke Naam Par, Raj Ke Naam Par, Raja Ke Naam Par.
- Jahan Se Bhi Pakdunga … Paanch Ser Gosht Nikaal Deta Hoon.
- Pindari Ka Haath … Haath Nahi Loha Hota Hai.
- Pindariyon Ka Sirf Ek Hin Maksad Hai… Aazadi..
- Dadde.. Main Tujhpe Yeh Lanchan Nahin Lagne Dunga.. Ek Baap Ne Apni Bete Ki Hathya Kar Di…
Mithun Chakraborty’s Famous Dialogue Lyrics From Veer Movie
- Hum Sirf Angrezo Ka Khoon Peete Hai.
- Kamaan Se Nikla Teer … Aur Zabaan Se Nikli Baat Kabhi Wapas Nahi Aati…
- Us Din Prithvi Do Kaam Karega.. Ek, Raja Ke Saath Saath Goron Ko Kaat Kar Madhavgarh Par Jhanda Reh Layega… Aur Dusra Bahu Ki Bidayi Karayega…
- Jab Yeh Dono Meri Baho Main Hote Hain Na Sardaar.. Main Madhabgarh Kya Puri Duniya Zeet Sakta Hun..
- Toh Phir Jaban Deta Hun.. Raja Aur Uski Ek Ek Phirangi Saathi Ko Katunga Ya Fir Khud Kat Jaunga..
- Veere Ek Pindari Apni Jaban Se Phire Toh Phire Kaise..
- Main Bhi Tujhe Is Boje Ke Saath Jeene Nahin Dunga.. Ki Log Kahe Ki Ek Bete Ne Baap Ka Katal Kiya Hai…
Advertisement
More Best Dialogues: Agneepath, Chennai Express And Kaal
Advertisement
Related posts:
Vaastav Movie All Dialogues (Famous Quotes)
Holiday Movie All Dialogues (Famous Quotes)
Rang De Basanti Movie Dialogues (Famous Quotes)
KGF Movie Dialogues (Complete List)
Zindagi Na Milegi Dobara Movie Dialogues (Famous Quotes)
Lagaan Movie Dialogues (Famous Quotes)
Luck Movie All Dialogues (Famous Filmy Quotes)
Khiladi 786 Movie Dialogues (Famous Quotes)