Bajirao Mastani Movie Dialogues (Filmy Quotes)

Bajirao Mastani Movie Quotes Status (All Hit Dialogues in Hindi)

Bajirao Mastani Movie Dialogues: Bajirao Mastani is an Indian Historical Romance Bollywood film released in 2015. The movie features Ranveer Singh, Deepika Padukone and Priyanka Chopra on the lead role. It is based on the Marathi Novel “Rau”.

Bajirao Mastani Hindi film is the story of Maratha Peshwa Bajirao 1 (1700-1740 AD) and his second wife. The movie has a good collection of romantic dialogues. Below is the complete list of all the famous Bajirao Mastani Movie Dialogues lyrics in writing by Ranveer Sigh and other co-stars.

Advertisement

Read More: Jab Tak Hai Jaan Movie Dialogues

Bajirao Mastani Dialogue Status by Ranveer Singh

  • Cheeteh Ki Chaal, Baaz Ki Nazar Aur Bajirao Ki Talvar Par Sandeh Nahi Karte … Kabhi Bhi Maat De Sakti Hai..
  • Marathaon Ke Paas Dushman Jitni Daulat Ho Na Ho … Yudh Mein Bahane Ke Liye Khoon Kayi Zyada Hai…
  • Hamare Dil Ek Saath Dhadakte Hai … Aur Ek Saath Rukte Bhi Hai
  • Aandhi Roke Toh Hum Toofan … Toofan Roke Toh Hum Aag Ka Dariya
  • Jab Deewaron Se Zyada Doori Dilon Mein Ho Jaye … Toh Chatt Nahi Tikti
  • Apni Dharti, Apna Raaj … Chhatrapati Shivaji Ka Ek Hi Sapna … Hindu Swaraj
  • Bajirao Ki Raftaar Hi Bajirao Ki Pehchaan Hai
  • Bajirao Ne Mastani Se Mohabbat Ki Hai … Ayashi Nahi
  • Lagaam Dikhti Nahi Hai Par Zubaan Par Honi Chahiye … Samajhla
  • Har Yudh Ka Nateeja Talwaron Se Nahi Hota … Talwar Se Zyada Dhaar Chalane Waale Ki Soch Mein Honi Chahiye..
  • Dhakhan Mein Agar Koi Bahadur Hai Toh Woh Nizam Hi Nizam Hai … Baaki Toh Bina Guthli Ke Aam Hai
  • Dushman Ki Chaati Mein Talwar Pironha Aasaan Hai … Par Rishton Ke Motiyon Mein Dhaaga Pironha Bahut Hi Mushkil
  • Woh Veer Hi Kya Jiske Samne Shrungaar Apni Palkein Na Jhuka De … Woh Shrungaar Hi Kya Jiske Samne Veer Apni Talwar Na Daal De

Read More: Zindagi Na Milegi Dobara Quotes

Advertisement

Deepika Padukone’s Best Quotes In Bajirao Mastani Hindi Film in Writing

  • Adhoori Mulaqat Hi Toh Phir Se Milne Ka Vaada Hota Hai
  • Tujhe Yaad Kar Liya Hai Aayat Ki Tarah … Ab Tera Zikar Hoga Ibadat Ki Tarah
  • Kiski Talvar Par Sar Rakhon Yeh Bata Do Mujhe … Ishq Karna Agar Khata Hai Toh Saza Do Mujhe
  • Ishq … Joh Toofani Dariya Se Bagavat Kar Jaaye Woh Ishq … Bhare Darbar Mein Joh Duniya Se Ladh Jaaye Woh Ishq … Joh Mehboob Ko Dekhe Toh Khuda Ko Bhool Jaaye Woh Ishq
  • Yeh Sach Hai Ki Har Dharam Ne Ek Rang Ko Chun Liya Hai, Par Rang Ka Toh Koi Dharam Nahi Hota … Haan Kabhi Kabhi Insaan Ka Mann Kaala Zaroor Ho Jaata Hai Joh Usse Rang Mein Bhi Dharam Dikhai Deta Hai
Bajirao Mastani Movie Dialogues Poster - Deepika Padukone

Bajirao Mastani Famous Movie Dialogues Lyrics In Writing By Priyanka Chopra

  • Aap Humse Hamari Zindagi Maang Lete Hum Aapko Khushi Khushi De Dete … Par Aapne Toh Humse Hamara Guroor Cheen Liya
  • Advertisement
  • Heere Mein Heera Ho Toh Usse Kehte Hai Kohinoor … Rao Ka Naam Lete Hi Kashi Ke Chehre Par Aata Hai Noor
  • Jag Mein Kho Jaane Waale Toh Kabhi Kabhi Mil Bhi Jaate Hai … Lekin Joh Apne Hi Ghar Ke Aangan Mein Kho Jaaye … Woh Itni Aasaani Se Nahi Milte

Other Famous Filmy Quotes of Bajirao Mastani

  • Putra Agar Pita Ki Paghdi Pehan Le Toh Usmein Pita Ki Buddhi Toh Nahi Aa Jaati … Chandan Ke Vrush Ko Bhi Sugandh Dene Ke Liye Ek Umar Ki Avashakta Hoti Hai
  • Har Dharam Mohabbat Sikhata Hai … Par Mohabbat Ka Toh Koi Dharam Nahi Hota … Woh Khud Apne Aap Mein Ek Dharam Hai
  • Maratha Sultanat Mein Agar Chhatrapati Shivaji Aur Shambhuraje Ke Baad Koi Hai, Toh Woh Sirf Baji Hi Baji Hai … Baaki Toh Sab Bajhi Hai
  • Surya Kirano Ke Bina, Khushboo Hawa Ke Bina Aur Raja Pradhaan Ke Bina Adhoora Hai

More Dialogues: Veer, Omkara And Dishoom

Advertisement

About the Author

Mihir Prasad Mahanta

Research and sharing of idea helps me to become a successful blogger for different niche like technology, sports, entertainment and health.

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.