Zindagi Na Milegi Dobara Movie Dialogues (Famous Quotes)

Zindagi Na Milegi Dobara Movie Dialogues Poster Ft. Farhan Akhtar, Hrithik Roshan, Abhay Deol - Full HD Wallpaper

Zindagi Na Milegi Dobara Movie Dialogues Lyrics (Complete List Of All Famous Movie Quotes In Writing)

Zindagi Na Milegi Dobara Movie Dialogues: Zindagi Na Milegi Dobara (2011) is an Indian comedy-drama film directed by Zoya Akhtar. Movie features Hrithik Roshan, Abhay Deol, Farhan Akhtar, Katrina Kaif and Kalki Koechlin on lead role.

Zindagi Na Milegi Dobara Movie Dialogues Poster Ft. Farhan Akhtar, Hrithik Roshan, Abhay Deol - Full HD Wallpaper

Advertisement

Zindagi Na Milegi Dobara Hindi film is the story of three friends who decide to turn their fantasy vacation into reality after one of there friend becomes engaged. Below is the collection of some beautiful poem by Farhan Akhtar and other famous dialogues in writing from the movie.

Also Check: Kaabil Movie Famous Dialogues

Advertisement

Farhan Akhtar’s Best Dialogue Lyrics In Zindagi Na Milegi Dobara

  • Dilon Mein Tum Apni Betaabiyan Leke Chal Rahe Ho Toh Zinda Ho Tum, Nazar Mein Khwabon Ki Bijliyan Leke Chal Rahe Ho Toh Zinda Ho Tum … Hawa Ke Jhokon Ke Jaise Aazad Rehno Seekho, Tum Ek Dariya Ke Jaise Lehron Mein Behna Seekho … Har Ek Lamhe Se Tum Milo Khole Apni Baahen, Har Ek Pal Ek Naya Samha Dekhe Yeh Nigaahen … Joh Apni Aankhon Mein Hairaaniyan Leke Chal Rahe Ho Toh Zinda Ho Tum, Dilon Mein Tum Apni Betaabiyan Leke Chal Rahe Ho Toh Zinda Ho Tum…
  • Jab Jab Dard Ka Baadal Chaya, Jab Gham Ka Saaya Lehraya, Jab Aasoon Palkon Tak Aya, Jab Yeh Tanha Dil Ghabraya … Humne Dil Ko Yeh Samjhaya, Dil Aakhir Tu Kyun Rota Hai … Duniya Mein Yunhi Hota Hai … Yeh Joh Gehre Sannate Hai, Waqt Ne Sabko Hi Baante Hai … Thoda Gham Hai Sabka Qissa, Thodi Dhoop Hai Sabka Hissa … Aankh Teri Bekaar Hi Namm Hai, Har Pal Ek Naya Mausam Hai … Kyun Tu Aise Pal Khota Hai, Dil Aakhir Tu Kyun Rota Hai…
  • Pighle Neelam Sa Behta Hua Yeh Samaan, Neeli Neeli Si Khamoshiyan, Na Kahin Hai Zameen Na Kahin Aasmaan … Sarsaraati Huyi Tehniyan Pattiyan, Keh Rahi Hai Ki Bas Ek Tum Ho Yahan … Sirf Main Hoon Meri Saansein Hai Aur Meri Dhadkane, Aisi Gehraiyan, Aisi Tanhaiyan, Aur Main Sirf Main … Apne Hone Pe Mujhko Yakeen Aa Gaya…
  • Ik Baat Honthon Tak Hai Joh Aayi Nahi, Bas Aankhon Se Hai Jhaankti … Tumse Kabhi, Mujhse Kabhi Kuch Lafz Hai Woh Maangti … Jinko Pehan Ke Honthon Tak Aa Jaye Woh, Awaaz Ki Baahon Mein Baahein Daalke Ithlaye Woh … Lekin Joh Yeh Ek Baat Hai, Ehsaas Hi Ehsaas Hai … Khushboo Si Hai Jaise Hawa Mein Tairti, Khushboo Joh Be-Aawaaz Hai … Jiska Pata Tumko Bhi Hai, Jiski Khabar Mujhko Bhi Hai … Duniya Se Bhi Chupta Nahi, Yeh Jaane Kaisa Raaz Hai….
  • Advertisement
  • Kya Tum Mentally Challenged Ho My Boy?
  • Dost Mujhe Majnu Bulate Hai…
  • Insaan Ka Kartavya Hota Hai Koshish Karna … Kaamyabi Nakaamyabi Sab Uske Haath Mein Hai….

Katrina Kaif’s Famous Movie Quotes From Zindagi Na Milegi Dobara Movie Dialogues

  • Sieze The Day My Friend … Pehle Is Din Ko Poori Tarah Jiyo, Phir Chalis Ke Bare Mein Soochna…
  • Insaan Ko Dibbe Mein Sirf Tab Hona Chahiye … Jab Woh Mar Chuka Ho…
  • Kabhi Pay Check Milte Waqt … Tumhare Aankhon Mein Aasun Aye Hai?

About the Author

Mihir Prasad Mahanta

Research and sharing of idea helps me to become a successful blogger for different niche like technology, sports, entertainment and health.

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.